Thursday 25 December 2014

Sher


वो जान गया हमें दर्द में भी मुस्कुराने की आदत है;
इसलिए वो रोज़ नया दुःख देता है मेरी ख़ुशी के लिए।

Is qadarr toda hai mujhaay uss ke be-wafaai nay "ghalib"
Abb koi agarr pyar se bhi daikhaay to bikharr jata hoon mai ...

Kitnaa khouff hota hai shaam kay andheroon mein,
Poonch un parindoo say jin kay gharr nahi hotay ...

Hum toh fanaah ho gaye uskii ankhen dekh kar Ghalib,
Naa janay woh Aainaa kiasay dekhte hogey ...! 

Unkay dekhnay say jo aa jaati hai muh par raunaqq,
Woh samajhatey hai ki bimaar ka haal achcha hai ...

Dil say terey nigaah jigarr tak utarr gaye, 
Dono ko eik adaa mein razaamand karr gaye ...



Hai agar deedar ki talab to nazrein jamaye rakhna Ghalib..
Kyunki naseeb ho ya naqaab, sarakta zaroor hai..